Discover the profound wisdom and poetic beauty of Quotes in Urdu by Bano Qudsia, a legendary Pakistani author. Immerse yourself in her eloquent words, exploring love, life, spirituality, and the essence of human existence. Delve into the enchanting world of Urdu literature and let Bano Qudsia’s quotes inspire and uplift your soul. Stay connected with Urdu World Pk for more relevant content. Click on the image of 1st Quotes to watch the video on the YouTube channel STORYZONE512.
Quotes in Urdu by Bano Qudsia (1)
Quote In Urdu
خاموش ہو جایا کریں اور سہہ جایا کریں جھک جایا کریں مان لیا کریں
یہ عاجزی ہے جو اللہ کو بہت محبوب ہے بندہ جب بااختیار ہوتے ہوئے خاموش ہو جاتا ہے
تو اللہ کی نظر میں معتبر ہو جاتا ہے۔
Quote In SMS
Khamosh Ho Jaya Karen Aur Seh Jaya Karen, Jhuk Jaya Karen, Maan Jaya Karen
Ye Aajzi Hai Jo ALLAH Ko Bohat Mehboob Hai
Banda Jab Ba-Ikhtyar Hote Huwe Khamosh Ho Jata Hai
To ALLAH Ki Nazar Mein Motbar Ho Jata Hai.

Quotes in Urdu by Bano Qudsia (2)
Quote In Urdu
کچھ آزمائشیں اور مشکلات ایسی بھی ہوتی ہیں
جن کے ختم ہونے پر انسان کو احساس ہوتا ہے کہ زحمت نہیں بلکہ رحمت کا باعث تھیں۔
Quote In SMS
Kuch Azmaishen Aur Mushkilat Aisi Bhi Hoti Hain Jin Ke Khatam Hone Par Insan Ko Ehsas Hota Hai Ke Zehmat Nahi Balke Rehmat Ka Bayes Thin.

Quotes in Urdu by Bano Qudsia (3)
Quote In Urdu
دانش بھری عورت وہ ہوتی ہے جو گردش کے راستوں پر چلتی ہے
اور اپنے دُکھڑے کسی کو نہیں سناتی نا ہی کسی کے سامنے روتی ہے۔
Quote In SMS
Danish Bhari Aurat Wo Hoti Hai Jo Gardish Ke Raston Par Chalti Hai
Aur Apne Dukhre Kisi Ko Nahi Sunati Na Hi Kisi Ke Samne Roti Hai.

Quotes in Urdu by Bano Qudsia (4)
Quote In Urdu
بابا جی فرماتے ہیں کہ
انسان کی فطرت ہوتی ہے کہ وہ کسی بھی چیز کی قدر دو مرتبہ کرتا ہے
ملنے سے پہلے اور کھو دینے کے بعد۔
Quote In SMS
Baba G Farmatr Hain
Ke Insan Ki Fitrat Hoti Hai Wo Kisi Bhi Cheez Ki Do Martaba Qadr Karta Hai,
Milne Se Pehle Dusra Kho Dene Ke Bad.

Quotes in Urdu by Bano Qudsia (5)
Quote In Urdu
اپنے شریکِ حیات کے تمام عیب معلوم ہونے کے باوجود
اُس کے ساتھ بہترین زندگی گزارنا ہی اصل محبت ہے۔
Quote In SMS
Apne Shareek-e-Hayat Ke Tamam Aib Maloom Hone Ke Bawajood Us Ke Sath Behtreen Zindagi Guzarna Hi Asal Mohabat Hai.

Quotes in Urdu by Bano Qudsia (6)
Quote In Urdu
جب دل ٹوٹ جائے تو اٹھا کر اسی مصور کے پاس لے جاؤ جس نے اسے بنایا ہے
کیونکہ اُس سے بہتر تو کوئی جان ہی نہیں سکتا
کہ کون سا رنگ کہاں بھرنا ہے اور کس دھاگے سے کہاں پیوند لگانا ہے۔
Quote In SMS
Jab Dil Toot Jay To Utha Kar Usi Musawar Ke Pas Le Jao Jis Ne Ise Banaya Hai
Keun Ke Us Se Behtar To Koi Jaan Hi Nahi Sakta
Ke Kon Sa Rang Kahan Bharna Hai Aur Kis Dhage Se Kahan Pewand Lagana Hai.

Quotes in Urdu by Bano Qudsia (7)
Quote In Urdu
انسان جب زندگی کے امتحانوں میں سے گزر کر پتھر ہو جاتا ہے
تو کوئی دل دکھا بھی دے تو برا نہیں لگتا۔
Quote In SMS
Insan Jab Zindgi Ke Imtahanon Mein Se Guzar Kar Pathar Ho Jata Hai
To Koi Dil Dukha Bhi De To Bura Nahi Lagta.

Quotes in Urdu by Bano Qudsia (8)
Quote In Urdu
دنیا میں دو طرح کے دکھ ہیں ایک وہ جو تمہیں توڑ دیتے ہیں
اور ایک وہ جو تمہاری زندگی بدل دیتے ہیں۔
Quote In SMS
Duniya Mein Do Tarah Ke Dukh Hain, Aik Woh Jo Tumhen Torr Dete Hain
Aur Aik Woh Jo Tumhari Zindgi Badal Dete Hain.

Quotes in Urdu by Bano Qudsia (9)
Quote In Urdu
شوہر کا تھوڑا سا احساس کرنا بیوی کے سارے غم ہلکے کر دیتا ہے
کہ ایک بیوی کے لیے اُس کا شوہر ہی کل کائنات ہوتا ہے
اور باپ کے بعد شوہر ہی بیوی کے سر کی چھت اور اُس کا مان ہوتا ہے۔
Quote In SMS
Shohar Ka Thora Sa Ehsas Karna Biwi Ke Sare Gham Halke Kar Deta Hai
Ke Aik Biwi Ke Liy Us Ka Shohar Hi Kul Kaynat Hota Hai
Aur Baap Ke Bad Shohar Hi Biwi Ke Sir Ki Chat Aur Us Ka Maan Hota Hai

Quotes in Urdu by Bano Qudsia (10)
Quote In Urdu
زندگی آپ کی اپنی ہے رنگ بھی آپ نے خود بھرنے ہیں
کائنات کا اصول ہے جو جتنا جستجو کرتا ہے اللہ اسکو اتناہی نوازتا ہے
اپنی خوشیاں اور سکون خود بنائیں کوئی بھی آپ کو پلیٹ میں رکھ کے پیش نہیں کرے گا۔
Quote In SMS
Zindgi Aap Ki Apni Hai Rang Bhi Aap Ne Khud Bharne Hain
Kaynat Ka Asool Hai Jo Jitna Justaju Karta Hai ALLAH Us Ko Utna Hi Nawazta Hai
Apni Khushiyan Aur Sakoon Khud Banayen Koi Bhi Aap Ko Plate Mein Rakh Ke Pesh Nahi Kare Ga.
I hope you enjoyed our collection of Quotes in Urdu by Bano Qudsia. We have a wide range of collections of Urdu Quotes like Hadees Sharif in Urdu, Mola Ali Quotes, Sufi Quotes, Life Changing Quotes, and many more. Make sure to be connected with us on Urdu World Pk for inspiring content.